Na Hawas Us K Jism Ki May 31, 2017 Na Hawas Us K Jism Ki Na Shoq Us Ki Izzat Ka Be-Matlabi Sa Banda Hun Us Ki Sadgi Pe Marta Hun Tags : Love Poetry
Zaban To Keh Nahi Sakti Tumhe Ehsaas May 31, 2017 Zaban To Keh Nahi Sakti, Tumhe Ehsaas To Hoga Meri Aankhon Ko Parh Lena, Mujhe Tum Se Mohabbaat Hai... Tags : Love Poetry
Jaan Dene Ki Ejazat Bhi Nahi Dete Ho May 31, 2017 Jaan Dene Ki Ejazat Bhi Nahi Dete Ho Warna Mar Jaen Aur Mar K Mana Len Tum Ko Tags : Love Poetry
Hathon Me Unka Hath Yoon Aya May 31, 2017 Hathon Me Unka Hath Yoon Aya Zindagi Hath Lag Gayi Ho Jaisy... Tags : Love Poetry